संदेश

मार्च, 2020 की पोस्ट दिखाई जा रही हैं

digital signature validation in pdf || पी0डी0एफ0 में डिजिटल सिगनेचर वैलि...

चित्र
Namskar dosto aaj ki es post me aapko PDF File Digital Signature ko validate karne ka sabse aasan tarika bataunga to Digital Signature Validation ke bare me janane ke liye es post ko dhyan se pura padhe. Dosto digital india ke es yug me aajkal sab kuch digital hota ja rha. esliye ab lagbhag sabhi sarkari document me Digital Signature verification hota hai. Digital signature dvara bane document ka jab ham pdf download karte he to usme jo signature kiya hota hai vah hamare pdf reader me invalid batata ha usko hame validate karna padta hai to usko validate karne ka tarika jante... Video Tutorial Digital Signature Ko Validate Kaise Kare. Step 1 Sabse pahle jis document me digital signature invalid he us Pdf file ko adobe reader me open kare. Step 2 PDF Document ko open karne ke bad invalid signature par mouse se right button par click kare or signature properties ko open kare. Step 3 Signature Properties ko open karne ke bad usme  Legal  button par click kare or usme  Signer Legal Notice